Apne Blog Me Google Analytics Property ID Kaise Add Kare
Kya Aap Bhi Yahi Search Kare Rahe He Google Me Aaj Ke Article Me Hum Sikhne Wale Google Analytics Account Our Google Analytics Property ID
Blog Ke Liye Google Analytics Account Kaise Banate Hai Google Analytics Me Traking ID Kaise Banaye Blog Me Google Analytic Code Kaise Add Kare 2021
Jab Mane Apna Pahla Blog Banaya Tha Muje Hamesa Ye Curiosity Rahti Thi Ki Mare Blog Pr Kitne Visitors Aa Rahe He Mera Blog Blogger Par Tha Essi Vajehe
Se Vaha Pr Aapko Sirf Khuc Limited Stats Hi Milte He Bad Me Mujhe Pata Chla Ye Stats Aapke Blog Ke Growth Ke Liye Bahut Hi Jaruri He Our Apne Blog Ki
Trafic Ko Analyze Karne Ke Liye Google Ka Ek Service He Jiska Name He Google Analytics
Google Analytics Ek Free Service He Jiski Help Se Aap Apne Blog Me Aarhe Trafic Ki Puri Jankari Pta Kre
Sakte He Sirf Traffic Hi Nahi Esme Ese Bahut Sare Faetures He Jisse Aap Apne Blog Ki Growth Ke Liye Use Kre Sakte He
Apne Blog Ki Traffic Ko Track Karne Ke Liye Online Bahut Sare Tools Available He Lakin Google Analytics Une Sabhi Tools Me Sabse Best He Our Free Bhi He
- Google Analytics Ke Fayde Kya He
- Apne Blog Par Traffic Real-Time(live) Dekh Sakte He
- Visitors Ki Location (Country,states,city,) Pta Kre Sakte He
- Users Aapke Blog Par Kon Sa Post Read Kre Raha He
- Apne Blog Ka Traffic Source Kya Hai (Social Media, Organic Search Etc.)
- Blog Ke Visitors Kon Sa Device Use ( Computer,mobile,tablet,) Kre Rahe Hai
- Kon Se Browser Par Aapke Blog Ko Access Kre Rahe Hai
- Kis Keyword Ke Upr Aapka Visitors Aaraha Hai
- New Our Purane Visitors Ki Percentage Kya Hai
- Apne Blog Ya Page Ka Bounce Rate Kitna Hai
Eske Alava Our Bhi Bahut Sare Features He Jinhe Aap Analytic Account Create Karne Ke Bad Dekh Sakte Hai
Google Analytics Account Banane Ka Tarika Kya Hai
Apne Blog Ko Google Analytics Me Add Karna Kafi Simple He Apne Gmail ID Se Google Analytics Par Account Bana Lijiye Our Apne Blogger Ke Blog Me Analytics Code Ko Dalkar Use Acchi Tarhe Se Configure Kre Lijiye
Point 1 Sabse Pahle Aap Google Analytics Ke Website Ko Open Kr Lijiye Yaha Top Right Corner Pr Aapko Sign in Ka Drop Down Option Milga Aap Vaha Pr Click Karke Analytics Pr Click Kre Lijiye
Point 2 Ab Aapke Samne Is Tarah Ka Ek Page Open Hoga Jesa Ki Nicch Screenshot Me Dikhaya Gaya He Yaha Pr Aapko Sign Up Pr Click Krna He
Point 3 Sign Up or Click Karne Ke Baad Aap Ke Samne Ek Naya Page Khulga Jaha Pr Aapko New Account Create Karna He Eske Liye Aapko Kuhce Account Details Fill Up Karne Honge
Account Name = Yaha Aap Apne Website Blog Ka Name Ya Fir Apna Name Enter Kre Sakte Hai
Website Name= Yaha Apne Blog Ka Name Enter Karna He (Ex-Tips Marwadi)
Website Url= Apne Blog Ka Url Enter Kare Bina Http Our Https Ke (Www.tipsmarwadi.com )
Agar Aapke Blog Me Https Enable Hai Tho Aap Http:// Par Click Karke Yaha Pr Https:// Ko Select Kare
Industry Category= Yaha Aap Apne Blog Ka Niche/topic Select Kare
Reporting Time Zone= Eske Ander Aapko Apna Country Our Time Zone Select Karna Hai
Ye Sare Details Bhr Lene Ke Baad Aapko Niche Get Tracking ID Par Click Karna Hai
Point 4 Aapke Samne Google Analytics Terms of Service Agreement Ka Ek Popup Window Khulga Yaha Sabse Pahle Apna Country Select Kare
Niche Aapko Ek Checkbox Milga Usme Uper Click Karke I Accept Par Click Kare
Point 5 Aapke Samne Ab Ek New Page Khulega Jisme Aapke Blog Ka Tracking ID Hoga Jesa Ke Screenshot Me Dikhaya Gaya Hai
Aapko Ye Tracking ID Ko Yaha Se Copy Karna He Our Apne Blogger Ke Blog Me Paste Karna Hai
Google Analytics Tracking ID Ko Blog Me Kaise Add Kare
Apne Blog Ke Dashboard Me Login Kare Le
Pahle Aap Settings Me Jaye Our Aske Niche Google Analytics Property ID
ID Ke Samne Wale Box Ke Me Aapko Google Analytics Ka Tracking ID Code Paste Karke Save Settings Pr Click Karna He Aap Ka Google Analytics Apne Blog Se Concte Ho Gaya Hai
- Apni Website Blog ke Liye Google Meta Tag Kaise Banaye
- Disclaimer Page Kaise Banaye Apne Blog Ke Liye
- Blog Post Ke Liye Find Article Kaha Se Dhunde
- Viral Content Article Likhne Ka Unique Tarika Seo Friendly Post
- Blog Me Image Kaise Lagaye Seo Friendly Images In Upload
0 Comments